Meeting Tips Of Male & Female, pregnancy Tips, Sex, Porn Videos, Sex Videos

Monday, 28 December 2015

Tired After Sex: Kijiye Apne Andar ki Thakan ko Kam

  • Sex ke baad purusho ko thakan hona ya so jane ke piche bhi vaigyanik karan hai. Youn sambandh ke baad purusho me hone wale oxytocin hormone ke srav aur prolactine ke srav ke karan bhi aisa hota hai. Sex ke douran purusho ke sharir me iss tarah ke horomone ka srav bad jata hai jo aaram ka anubhav karata hai. Iske karan hi purusho ko sex ke baad neend bhi aati hai.
  • Sex ka Samay:
    Darasal sex sambandh banane ka samay raat ka hota hai, yani iske baad neend bhi acchi aati hai. Dinbhar ki thakan dur karne me youn sambandh bahut hi mahatvapurna bhumika nibhata hai, isse tanav dur hota hai aur sharir ko bhi aaram milta hai. Lihaja sex sambandh banane ke baad purush neend ki agosh me jana adhik pasand karte hai.
You may also like:- Paiye Mardana Kamzori ka Ilaj aur Dur Kijiye Sexual Weakness
  • Sex Sambandh ke Baad:
    Yadi aap bhi Tired After Sex ki pareshani se grasit hai to inn upay ko apnaiye aur khush rahe.Purush sambhog sambandh ki charam seema tak pahuchne ke baad thakan ka anubhav karte hai, jabki mahilaye orgasm ke baad bhi purush ka pyaar chahti hai lekin jyadatar purush use nahi samajh pate aur charam seema par pahuchkar so jate hai.
  • Adhik Calorie Samapt Hona:
    Sex sambandh ke douran mahilayo ki tulna me purusho ki calorie jyada kharch hoti hai, jisse unke andar thakan bad jati hai aur unhe sona adhik pasand aata hai.

  • Tanav Dur Hota Hai:
    Wese ye bhi mana jata hai ki sex acchi neend ke liye bahut accha hai. Isse neend bahut acchi aati hai. Youn sambandh se thakan aur tanav bhi dur hota hai. Jiske karan purush jyada sona pasand karte hai.
  • Neend Aana Acchi Baat Hai:
    Sex sambandh ke douran charam seema tak pahuchne ke baad mahushya ke sharir me hone wale hormone ke srav acche sanket hai, iska matlab yeh hai ki aapko sex sambandhit koi bhi bimari nahi hai. Isliye sambhog sambandh ke baad thakan aur neend galat najariye se nahi dekhna chahiye.
  • Jyada Der Nahi Kare:
    Sambhog kriya ke douran skhalan ke baad purush ke saare ang aaram mangte hai, jiske karan purush neend ki agosh me chale jate hai. Halaki yeh thakan jyada der ke liye nahi hoti hai, agar purush chahe to iss par kaabu paa sakte hai aur after play se mahila partner ko aur bhi khushkar sakte hai.
Share:

0 comments:

Post a Comment

Copyright © Meetings Tips