Sambhog ke douran purusho ke sharir me oxytocin hormone ka srav bad jata hai jo aaram ka anubhav karata hai aur purush ko isse bahut had tak aaram prapt hota hai. Aaiye jante hai Tired After Sex se jude kuch jaruri tathya.
Sex sambandh ko sabse accha vyayam mana jata hai, lekin aksar purush sex sambandh banane ke baad thak jate hai, kuch to sambhog ke baad sirf sona pasand karte hai. Vartaman me tanav aur vyast dincharya bhi iske liye bahut jimmedar hai.
Aage hum aapko batate hai ki kese iss thakan se chutkara paa sakte hai aur apne jivan ko khushhaal bana sakte hai.

0 comments:
Post a Comment