Morning Sex karna swasth ke liye bahut hi faydemand hota hai. Isse na keval sharir swasth rahta hai balki aapki fertility bhi badti hai. America ke University Belfast dwara kiye gai ek study me ptaa chala hai ki, agar koi couple week me teen din subah ke samay sex kare, to isse heart attack ka khatra bahut kam ho jata hai.
Subah ke time me kiya gaya sambhog kisi bhi vyayam se kam nahi hota hai. Isliye subah ke time sambhog ka maza uthaye.Sexual health educator ka kahna hai ki, subah me sambhog se aapka immune system strong hota hai. Isse aap din bhar khud ko tarotaaza mahsoos karte hai.

0 comments:
Post a Comment