Meeting Tips Of Male & Female, pregnancy Tips, Sex, Porn Videos, Sex Videos

Tuesday, 22 December 2015

NEEM HAQEEM OR EHTELAM

Allbatta neem hakeem naujawano ko Ehtelam kay farzi burey asraat aur tabahkaariyon sey khauf zada kar detey hain, jin mein sey chund yeh hain. Ehtelam sey dimagh aur hafiza kamzor ho jata hai. parhney ko dil nahin karta (parhney ko kis talib ilm ka dil karta hai) yaad kya hua yaad nahin rehta beenaee kamzor ho jati hai a'asaab kamzor parr jatey hain fard khauf aur ghabraahat ka shikar ho jata hai uss kay dil ki dharkan taez ho jati hai aankhon kay aagey andhera cha jata hai chusti, chalaki khatam ho jati hai chehra bey ronaq ho jata hai badan susu aur kamzor parr jata hai fard zara si mehnat sey thak jata hai kisi kaam mein dil nahin lagta.  Taangon aur kamar mein dard mehsoos hota hai fard susti, kaahili aur udaasi mehsoos karta hai mizaj chirrchira ho jata hai ehsaas e kamtari ki wajah sey fard kisi sey aankh mila kar baat nahin kar sakta. Yaqeen karein kay inn tabah kaariyon ki koi haqeeqat nahi. Albatta kuch log ehtelam kay ba'ad kuch kamzori aur doosri jismani aur nafsiyati alamaat (symptoms) ki shikayat kartey hain. Iss ki wajah manfi suggestions hain jo humein ghaer meyari kutub aur deewaron per ishtehaarat sey milti hain jin mein ehtelam ki tabah kaariyon ka zikr hota hai. Phir fard sochta hai kay woh kamzor ho jaey ga to woh kamzor ho jata hai, dar asal insan jaisa sochta hai waisa hi mehsoos karney lagta hai.
Share:

Related Posts:

0 comments:

Post a Comment

Copyright © 2025 Meetings Tips