Agar kisi larki ko aurat ko likoria yani sfaid pani ki bimari shikayat ho jaye to uska ilaj :
Kai Ladkiyon ko peshab ki jagah (yoni, sharmgah) se safid pani jane ( likoria) ki shikayat rehti he. yoni (sharm gah) se safaid pani nikle ki wajah se Ladki, Aurat me kafi kamzori ajati he.
Safadi pani (likoria, leucorrhea) peshab ki jagah se peshab ke alawa nikalne wale us pani ko kaha jata he jo pani ki tarha hota he lakin uska rang sfaid (white colored) hota he. istriyo ko, ladki ko agar safaid pani nikalta hoto uska ilaaj zaror kara na chaiye. Wese bhut zyada koi ghbrane ki baat nahi hoti he lakin achche woman Doctor se consult zarror kare.
Piat me qabz, pait ki garmi ki wajah se bhi safidpani nikalta he. pait ki khrabi qabaz badhazmi ye mard aur aurat dono hi ko nuksan deta he.
Likoria ka Ilaj, ki Dawa(medicine) :- “ KUSHTA SADAF ” Ye majoon (dawa) safiad pani ki problem ko door karta he.
Madjoon (dawa) lene ka tarika :- 60 m.g. ko majoon SUPARI PAK 6 gram me milakar Dudh se peeye. Malik ne chaha to Fayeda hoga. (ye majoon aapko kisi bhi humdard ke dawa khane par mil jayega.)
0 comments:
Post a Comment